Apnaa hum safa rbana le tu mujhey,
Tera hi saya hoon apnaa le mujhey,
Ye raat ka safar or b haseen ho jayega Tu aaja mere spno me ya bula le mujhe
Kbhi alfaaz bhul jau kabhi khayal bhul jaau
Tujhe es kadar chahu k apni saans bhul jau
Uth kar tere paas se jo main chal doon, Toh jaate huye khud ko tere paas bhul jaau
Bhula na sakoge mujhe bhul kar tum,
Main aksar khayalo me aata rahunga,
Kabhi yaad bnkr to kabhi khwab bnkr
Main neende tumhari churata rahunga.