Boy : सुनो जरा…!
Girl : चुप रहो खाते टाईम बात नहीं करते…
(खाने के बाद)
.
Girl : अब बोलो…
Boy : तेरी Plate में Cockroach था…
“ले… अब बन मेडम”
? ? ?
Ek khoobsurat Ladki se ek Ladke ne pucha – “Tum kaha raheti ho ?”
Girl – “Mein CG Road…”
Boy – “Itni khoobsurat hokar bhi Road par raheti ho, Mere ghar chalo.”
Patient (Doctor se) : Ab muje aapki davao se bahot hi accha hai. Bas thodi si aur sans ki taqlif hai.
.
.
.
Doctor : To thik hai… Aap kahete ho to use rokne ke liye bhi Davai de deta hu.